Daughter (Beti) by Zaib-un-Nisa
Beti (Daughter) By: Zaib-un-Nisa Zindagi hai jehd e musalsal ka ik naam Zindagi hai jesy ik sulgti sham Paon mein bandhi zanjeerein hain Oroo ki likhi taqdeerein hain Benaam sy qatilo ka jahaa Jha sr e bazar qtl e aam hota hai Kisi komal jazbat ka Khi nazuk khyalat ka Khi qurban khushi hui Kisi lataluq sy insan ka Or jaha sard bejan ankhei krti hai ik swal Beti hona Gunah ho jesy Ik qaidi ki saza ho jesy Oroo k khy py sir hilaye Bin suchy jo chlti jaye Khushiya kry jo sab qurban Rasmon ki daar chrh jye jo Smjhoty kary wo kai hazar Phir bhi qadar na paye woh Ankhei jiski banjrr hoon Daman jiska khali hoo Khud sy na kch jo such sky Sab suchein mazor hoon jiski Woh larki achi lrki hai Woh beti achi beti hai Magr khi usky bhi dil mein Rakh k neechy bat dabi hai Yeh...